ReePrime China
Dekha

此内容来自第三方平台 (Dailymotion)。如果此视频侵犯了您的版权,请使用 立即删除 工具。

Dekha

10 次观看 04:27 Pakistani

描述

dekha jo teri aankhon mein deewaana ho gaya
teri in meethi baaton mein mastaana kho gaya) - 2
jaanu na kyun, lagti ho yuun
jaaneman (teri main - 2)teri har ada pe
main toh hoon fida, yeh jaane khuda
dekha jo teri aankhon mein deewaana kaise na hota ho yaar
teri in meethi baaton mein mastaana kaise na khota ho yaar
raat ka ho sama, soya ho yeh jahaan,
na koyi darmiyaan ho o o o....
baat ho yuun bayaan, jaise koyi azaan
ishq tumse wahaan ho o o o....
tere sang jhum loon, haaton ko chumu
aisa kuchh (ho jaaye - 2)
jaisa mohabbat ke har ek fasaane mein humne padha
dekha jo teri aankhon mein deewaana ho gaya
teri in meethi baaton mein mastaana kho gaya

saadagi uff khuda??, naajuki bepanaah
raat din teri sana ho o o o ....
niyate ho fanaa, deke tumki jahaan
kehne se na hum mana ho ho o o o...
jo chaaha bol doon
jo undar khol doon
dekho ji (aise na - 2) humse bahaane karo
na karo na fasaane gadho meri jaan

关键词与标签